Aaj kamal ho gaya, jo aaj se pahle kv nahi hua tha. Aaj main 12 baje sone gaya to main 4 baje tak apni karwat badalta raha lekin nind nahi aa raha tha. To main uth kar mobile me game khelne laga aur gane sunne laga. Lekin nind ekdum nahi ayi, jabki kal main din ko soya v nahi tha. Sayad kal jo itna acha chance chor diya uska asar hai. Kher, ab dekhte hai ki aaj wo manti hai ya no ko black list me dal deti hai. Ye to waqt hi batayega.
No comments:
Post a Comment